Khul Kabhi Toh Video Song From Haider Movie

Presenting video song “Khul Kabhi Toh” from movie Haider in the voice of Arijit Singh. The song is written by Gulzar while music is composed by Vishal Bhardwaj.
Song- Khul Kabhi Toh
Singer- Arijit Singh
Music- Vishal Bhardwaj
Lyrics- Gulzar
Music Producer- Tushar Parte and Ketan Sodha
Guitars- Tushar Parte
Recorded By- Salman Khan Afridi @ Studio Satya
Mixed By- Steve Fitzmaurice for 365 Artists
Assistant Mix Engineer- Darren Heelis
Music Assistant – Mayukh Sarkar
Mixed at- The Pierce Rooms, London
Mastered by- Christian Wright at Abbey Road Studios, London.
Vishal Bhardwaj’s adaptation of William Shakespeare’s ‘Hamlet’, Haider – a young man returns home to Kashmir on receiving news of his father’s disappearance. Not only does he learn that security forces have detained his father for harboring militants, but that his mother is in a relationship with his very own uncle. Intense drama follows between mother and son as both struggle to come to terms with news of his father’s death. Soon Haider learns that his uncle is responsible for the gruesome murder, what follows is his journey to avenge his father’s death.
Haider key cast includes, Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Kay Kay Menon, Tabu, Irrfan and is directed by Vishal Bhardwaj. The film releases on Oct. 2, 2014.
Khul Kabhi Song Lyrics
Khul Kabhi Toh
Khul Kabhi Kahin
Main Aasman Tu Meri Zameen
Boond Boond Barsoon Main Pani Pani
Khilu Khilu Aur Beh Jaun
Geele Geele Hothon Ko Main
Baarishon Se Choomu Choomu Aur Keh Jaun
Tu Zameen Hai, Tu Meri Zameen
Khul Kabhi Toh
Khul Kabhi Kahin
Main Aasman Tu Meri ZameenLab Tere Yoon Khule Jaise Harf The
Honth Per Yoon Ghule Jaise Barf The
Aa Zara Zara Haule Haule Saans Lo
Senk Doon Tujhe
Lab Tere Yoon Khule Jaise Harf The
Honth Per Yoon Ghule Jaise Barf The
Tu Hi Tu Hai, Main Kahin Nahi
Khul Kabhi Toh
Khul Kabhi Kahin
Main Aasman Tu Meri ZameenJhuk Ke Jab Jhumka Main Choom Raha Tha
Der Tak Gulmohar Jhoom Raha Tha
Jalte Main Sochta Tha Gulmohar Ki Aag Hi Mein
Fenk Doon Tujhe
Jhuk Ke Jab Jhumka Main Choom Raha Tha
Der Tak Gulmohar Jhoom Raha Tha
Tu Meri Kasam, Tu Mera Yakeen
Khul Kabhi Toh
Khul Kabhi Kahin
Main Aasman Tu Meri Zameen
Boond Boond Barsoon Main Pani Pani
Khilu Khilu Aur Beh Jaun
Geele Geele Hothon Ko Main

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form