Tanhaai Song Lyrics - Karle Pyaar Karle

Song : Tanhaai
Film : Karle Pyaar Karle ( 2014)
Lyrics : Kumaar
Music : Suneel Darshan
Singer : Arijit Singh, Rayyan















 Tanhaai Song Lyrics - Karle Pyaar Karle


Aai jo teri yaad tanhaai mein
Aai jo teri yaad tanhaai mein
Aankhein barasti rahin aksar judai mein
Aai jo teri yaad tanhaai mein
Tanhaai... Aai jo teri yaad tanhaai mein

Veeraniyan, parchaiyan
Tadpa gai ruswaaiyan..
Saanson mein ghulti
Saansein woh teri
Lauta de mujhko
Raatein woh meri
Mehsoos karta hoon
Tu har kahin hai
Par tu nahin hai

Jeena lage saza ruswaai mein
Jeena lage saza ruswaai mein
Tanhaai... Aai jo teri yaad tanhaai mein

Aisi adaa sabse juda
Dekhi nahin o bewafa
Mere jism-o-jaan mein
Tera hi junoon hai
Chheena kyun tune mera yeh sukun hai
Hasrat mein teri main jal raha hoon
Main jal raha hoon

Roya hoon teri is bewafai mein
Roya hoon teri is bewafai mein
Aankhein barasti rahin aksar judai mein
Aai jo teri yaad tanhaai mein
Aai jo teri yaad tanhaai mein

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form