Tu Mere Agal Bagal Hai Song Lyrics & Video – Phata Poster Nikla Hero


Tu Mere Agal Bagal Hai song Lyrics from upcoming bollywood Action comedy film Phata Poster Nikhla Hero, starring Shahid Kapoor and Ileana D’Cruz in lead roles. The song is sung by Mika Singh on a composition by Pritam Chakraborty. The lyrics of the song has been written by Irshad Kamil.

Song Details:

Song Title: Tu Mere Agal Bagal Hai
Movie: Phata Poster Nikhla Hero Song
Music Director: Pritam Chakraborty
Lyrics: Irshad Kamil
Singer: Mika Singh


Tu Mere Agal Bagal Hai Song Lyrics:

Aaja pyaar ho deal
(Deal bole toh.. haat haat ama yaar sauda sauda Oho..)
Dono deal karein seal (Tight tight very tight he..)

Aankhon se ho agreement (oho..)
Chalein uspe permanent (Aaha..)
Aur hansraton ke Court mein ye dil ka judge kahe (Order Order)

Khali peeli khali peeli rokne ka nahin
Tera peechha karoon toh tokne ka nahin (Repeat once)

Haan tujhpe right mera
Tu hai delight mera
Tera rasta jo rokoon
Chaunkne ka nahin

Tere doggy ko mujhpe bhaunkne ka nahin
Tera peechha karoon toh rokne ka nahin
Khali peeli khali peeli rokne ka nahin
Tera peechha karoon toh tokne ka nahin

Tu mere agal bagal hai
main tere agal bagal hoon (Repeat 3 times)

Haan fokatiyon sa pyaar karoonga
Baaton se hi pet bharoonga
Miss call pe phone tu karna
Mar jaunga pyaar mein varna.. (Repeat once)

Nahin bolta main maan
Har haath ka bhookha
Majnu se kam tu sochne ka nahin

Sachcha aashiq hoon mujhe thokne ka nahin (Dhichkiyaon)
Tere doggy ko mujhpe bhaunkne ka nahin

Khali peeli khali peeli rokne ka nahin
Tera peechha karoon toh tokne ka nahin

Tu mere agal bagal hai
Main tere agal bagal hoon (Repeat once)

Ho.. Ghar se nikalne ka time to bata
Taaki rahoon main mod pe khada
Rehta hoon main aaj kal busy
Wait karna hai mushkil bada

Main road romiyo
Dil jod romeo
Raste mein mujhko chhodne ka nahin

Chaahe dil tod
Sir phodne ka nahin
Tere doggy ko mujhpe bhaunkne ka nahin

Khali peeli khali peeli rokne ka nahin
Tera peechha karoon toh tokne ka nahin

Tu mere agal bagal hai
Main tere agal bagal hoon (3 times)




Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form