Hamne kar diya jinhein dhuaan Lyrics from D-Day, directed by Nikhil Advani, starring Arjun Rampal, Rishi Kapoor, Irrfan Khan, Shruti Haasan, Sandeep Kulkarni and Huma Qureshi in the lead roles. D-Day is slated for release on July 19, 2013.
Song Details:
Song Title : Hamne kar diya jinhein dhuaan
Movie : D-Day
Actors : Arjun Rampal,Shruti Haasan,Irrfan Khan,Huma Qureshi
Music Director : Shankar-Ehsaan-Loy
Lyricist : Niranjan Iyengar
Hamne Kar Diya Jinhein Dhuaan Lyrics – D Day
Na raha kaheen
Yaadon ka kaarwan
Bik chuka yun hi
Hone ka har nishaan
Kyun bhooli inhein zameen
Kyun bhoola yeh aasmaan
Na jaane yeh kho gaye kahaan
Rang khwaabon ke jinke khoon se range
Raaste naye junoon se bane
Kyun bhooli inhein zameen
Kyun bhoola yeh aasmaan
Na jaane yeh kho gaye kahaan
Sitaare bhi jinko na de sake panaah
Kahani yeh unki jinhein bhoole do jahaan
Hamne kar diya jinhein dhuaan ..
Maangna nahi bas dena hai jinki zubaan
Loot kar jinhein hamne baandha hai yeh sama
Jo bhooli inhein zameen
Jo bhoola yeh aasmaan
Na kehlayenge hum insaan
Sitaare bhi jinko na de sake panaah
Kahani yeh unki jinhein bhoole do jahaan
Hamne kar diya jinhein dhuaan ..
Sitaare bhi jinko na de sake panaah
Kahani yeh unki jinhein bhoole do jahaan
Hamne kar diya jinhein dhuaan ..
Hamne kar diya unhein dhuaan
Kyun hamne kar diya unhein dhuaan
Dhuaan..
Kyun hamne kar diya …